Comic/Book Dissection

An old debt to settle…fan fiction story review

Comments (0)
  1. pdp says:

    Thank you so much for your kind words sir. Tiranga likhne ki inspiration mujhe tabhi mili jab mujhe laga k koi bhi character bada ya chhota nahi hota balki use kaise likha gaya hai ye use define karta hai.
    Irony is k bachpan me mujhe tiranga bilkul pasand nahi tha, hum bhaiyon k terms me ye sada hua hero tha🤣
    Par samay ka chakra dekhiye k maine lekhan me debut hi isi charitra se kiya. Is story k dwara main un pathakon ko bhi jodna chahta tha jinhone tiranga kabhi nahi padhi hai aur isliye flashbacks k dwara uski origin ko tukdon me darshaya bhi hai. A big thanks to Haneef ji jinhone itne varsh tiranga ko sambhala and big thanks to Nitin ji jinhone tiranga ki origin ko naya mod diya.
    Special thanks to Dheeraj Anand ji and Navneet Singh for making those amazing artworks

  2. आपके इस लेख ने कहानी पढ़ने की उत्कंठा मन में जागृत कर दी है… तिरंगा को लेकर मेरा मानना है कि अगर उसे सुपरहीरो न बनाकर आम डिटेक्टिव बनाते तो ज्यादा अच्छा रहता… खैर, यह कहानी जल्द ही पढ़ना चाहूँगा….

Leave a Reply

Subscribe to stay updated

You cannot copy content of this page